19/03/2026
Allah aap aur aap ke ghar walon par apni rehmat, barkat aur maghfirat nazil farmaye.
Is mubarak din ke sadqe aap ki har jaiz dua qubool ho aur zindagi khushiyon se bhar jaye.
Iqbal & Son’s ki taraf se aap sab ko Ramadan ka aakhri Juma Mubarak.