01/04/2025
Eid Mubarak! Rehmaton ki barsaat ho, duaon ka qubool aam ho, aur khushiyan be-shumaar hon. Eid Mubarak! Zindagi ki har subah naye umeed laaye, har raat sukoon aur rahat de, Allah aap par hamesha karam kare.