23/06/2021
आसान खेती के Youtube चैनल को Subscribe करे, और घंटी जरूर दबाये
Click here to subscribe our 👇👇👇channel=https://www.youtube.com/channel/UCNYNxSRmAjiV8KLaIQt0D8Q?sub_confirmation=1
हरित संजीवनी की पुरी डिटेल्स विडियो यहाँ देखे👇👇👇
https://youtu.be/8OtWxjyPcEY
Aasaan Kheti Website= https://aasaankheti.business.site
Call or Whatsapp to Buy =7253877279
''Farmer's''
1- Sanket= Sanjivani ko pichle 3 sal se istemal kar rahe hai, mojuda video clip me unka kahna hai ki khire ki 26 tod (26 baar tod chuke hai) ho chuki hai aur khet abhi bhi esa hi khada hai
2- Pintu= harit sanjivani ko pichle 3 saal se istemal kar rahe hai, (sanket aur pintu ne 1 saath hi harit sanjivani kharida tha hamare se) pintu ka kahna hai ki harit sanjivani lagane se jameen me takat rahti hai bel (podha) hara rahta hai maal ( fal ya sabji) badhiya rahta hai hara, badhiya khet chalta hai suru se aakhri tak, agar khet 20 tod deta hai to ise laga kar 30 tod deta hai
3- Kisan= ka sara khet pila ho raha tha, ye hame dobara lagana padta agar isme harit sanjivani nahi dalte, harit sanjivani ke 2 paiket dalne ke bad khet hara bhara ho gya hai, aur maal (fal) bhi bahut aa raha hai, ab to puri maar par chalega khet
4- Kurban= kisan bhai harit sanjivani ko baar kharide aur ye soch le ki hamne 1000/1800 khatte (kude me) me dal diye, jab hamne me harit sanjivani istemal kiya tha phali baar to yahi soch kar kiya tha, aur hamne bhindi sabse jyada nikali thi, ab hamne khire me daala hai, ab hame khire me bhi result badhiya dikhai de raha hai,
5- Ankit Kumar saini= harit sanjivani ke daalne se ke 1 ped par 650 mirchi hamne gini hai, harit sanjivani ke itne shandar result mile hai ki mirchi ka podha over load hokar gir gya,
6- Maish= hamne aapka no. youtube se uthaya tha, harit sanjivani dalne se pura maza aaya hai, hamare padosi ka sadhe 4 bhigha khet me se jitna khira nikla tha, mene utna khira 2 bigha khet se nikaala hai, unke sadhe 4 bigha me 15 katte nikal rahe the, 15/16 katte mere yaha bhi nikal rahe the 2 bigha khet me,
7- Saini= april may ke sesion me harit sanjivani ka 1 box liya tha, ab 14 bigha yani 2.5 acre ke liye box liye hai,
8- Ravindra= jis khet me harit sanjivani dali hai wo khet hara bhara khada hai aur jis me nahi dali wo pila ho gya hai,
9- Rajkumar= harit sanjivani ke dalne se, hamara mol bhi acchi de raha hai, aur phool aur fal par bhi aaya hai
10- Kurban= kam kharche me jyada utpadan lena chahte ho to harit sanjivani jarur dale
11- Mulkiraj saini Purv Pradhan= kisan bhaiyo se meri apeel hai 1 bar harit sanjvani jarur dale, jyada khet me na dalkar chhote khet me 1 box 1 acre wala dalkar dekhe, agar kisi kisan ne 1 bar use kar liya to wo ise bar-bar use karega mera dava hai ye,
12- Rehan Malik= 1 bar aap ye harit sanjvani ka box jarur istemal kare, ham aapko puri support denge
Bahut Shukriya